Skip to main content

Posts

Showing posts with the label urdu

My Hobby Essay In Urdu

My Hobby Essay In Urdu   Farigh auqat ko kaam mein lanay ke liye insan ko koi na koi mashghala zaroor ikhtyar karna chahiye maslan baghbani, parhna likhna, ticket jama karna. sikay jama karna, tasweer banana, tasweerain jama karna wagera. Mera mashghala ticket jama karna hai. Main tarah tarah ke ticket jama karta raha hon aur free time yani farigh waqt mein mere album mein tarteeb se lagata rehta hon. Is tarah ke lamhat bohat achi tarah guzar jatay hain. knowledge streams blog spot dot com free knowledge blog. download free source codes for python and java and o ther free stuff. Ticket jama karna yani collecting ticket mera pasandida mashghala hai. Is liye main ne kabhi koshish nahin ki ke jald az jald bohat sare ticket khareed loun aur album bhar loun. Khareed kar aik hi baar bohat se ticket hasil kar laina mashghalay ke adab ke khilaf hai. Is ka taqaza hai ke aik ticket ke husool ke liye mehnat ki jaye. Chunachay mein ticket khaton se utarta hon ya dusron se tickets ka tabadl
My Hobby Essay In Urdu   Farigh auqat ko kaam mein lanay ke liye insan ko koi na koi mashghala zaroor ikhtyar karna chahiye maslan baghbani, parhna likhna, ticket jama karna. sikay jama karna, tasweer banana, tasweerain jama karna wagera. Mera mashghala ticket jama karna hai. Main tarah tarah ke ticket jama karta raha hon aur free time yani farigh waqt mein mere album mein tarteeb se lagata rehta hon. Is tarah ke lamhat bohat achi tarah guzar jatay hain. Ticket jama karna yani collecting ticket mera pasandida mashghala hai. Is liye main ne kabhi koshish nahin ki ke jald az jald bohat sare ticket khareed loun aur album bhar loun. Khareed kar aik hi baar bohat se ticket hasil kar laina mashghalay ke adab ke khilaf hai. Is ka taqaza hai ke aik ticket ke husool ke liye mehnat ki jaye. Chunachay mein ticket khaton se utarta hon ya dusron se tickets ka tabadla karta hon. Is se jama karne mein waqt tou lagta hai magar maza bhi ata hai. Mere pas bari khubsurat album hai. Is par har mulk ke ti

My Hobby Essay In Urdu

My Hobby Essay In Urdu   Farigh auqat ko kaam mein lanay ke liye insan ko koi na koi mashghala zaroor ikhtyar karna chahiye maslan baghbani, parhna likhna, ticket jama karna. sikay jama karna, tasweer banana, tasweerain jama karna wagera. Mera mashghala ticket jama karna hai. Main tarah tarah ke ticket jama karta raha hon aur free time yani farigh waqt mein mere album mein tarteeb se lagata rehta hon. Is tarah ke lamhat bohat achi tarah guzar jatay hain. Ticket jama karna yani collecting ticket mera pasandida mashghala hai. Is liye main ne kabhi koshish nahin ki ke jald az jald bohat sare ticket khareed loun aur album bhar loun. Khareed kar aik hi baar bohat se ticket hasil kar laina mashghalay ke adab ke khilaf hai. Is ka taqaza hai ke aik ticket ke husool ke liye mehnat ki jaye. Chunachay mein ticket khaton se utarta hon ya dusron se tickets ka tabadla karta hon. Is se jama karne mein waqt tou lagta hai magar maza bhi ata hai. Mere pas bari khubsurat album hai. Is par har mulk