Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Eid Ul Azha

Test your knowledge on analytical thinking

  Test your knowledge on analytical thinking #google coursera #week2 #challenged TOTAL POINTS 5 1 . Question 1 What practice involves identifying, defining, and solving a problem by using data in an organized, step-by-step manner? 0 / 1  point Context Visualization Data design Analytical thinking Incorrect Analytical thinking involves identifying and defining a problem, then solving it by using data in an organized, step-by-step manner. Data design describes how analysts organize information. 2 . Question 2 Data visualization is the graphical representation of information, including which of the following? Select all that apply. 1 / 1  point Graphs Correct Graphs, maps, and charts are used in data visualization. Charts Correct Graphs, maps, and charts are used in data visualization. Reports Maps Correct Graphs, maps, and charts are used in data visualization. 3 . Question 3 Gap analysis is used to examine and evaluate how a process currently works with...

Eid Ul Azha

ASSALAM O ALAIKUM.. EID-UL-FITAR KAY DO MAAH DAS DIN BAAD AATI HAI...EID-UL-ADHA SE HUMARI TAREEKH KA AIK AISA WAQYA WABASTA HAI JO ATAAT KI AALA O ARFA MISAL PAISH KARTA HAI...YEH WAQYA SUNAY SE MUSLMAN KAY IMAN KI POKHTAGI KI TAJDEED HO JATI HAI...WAQYA KUCH YOOUN HAI KAY.... HAZRAT IBRAHIM ALHAIS SALAM ALLAH TALA KAY PAIGHMBAR THAY AUR UN KAY LAKHT-E-JIGAR KA NAAM HAZRAT ISMAIL ALHIS SALAM THA WO BHI PAIGHMBAR THAY MAGAR ABHI BACPAN MAIN HI THAY KAY HAZRAT IBRAHIM ALHIS SALAM NE KHOWAB DEKHA JIS MAIN UNHAIN KAHA GAYA KAY APNI SAB SE QIMTI CHEEZ KO ALLAH KI RAAH MAIN QURBAN KARO...CAMEL UN DINOO MAAL O DOULT MAIN SHOMAAR HOTAY THAY AUR BOHAT QEEMTI CHEEZ TASAWOOR KIYA JATAY THAY...LAHAZA AAP NE BOHAT SE CAMEL QURBAN KER DIYA...PHIR UNHOON NE YAHI KHOWAB DEKHA KAY APNI SAB SE QEEMTI CHEEZ KO QURBAN KARO...UNHOON NE PHIR BOHAT SA MAAL O DOLAT ALLAH KI RAAH MAIN QURBAN KER DIYA UN KO PHIR YAHI KHOWAB AYA PHIR QEEMTI CHEEZ KAY QURBAN HONAY KA KAHA...AAP SOCHNAY PER MA...