Skip to main content

Posts

Showing posts with the label 300 words

Yagi UDA Antenna

Tutorial: Click Here for youtube video tutorial Yagi uda antenna tutorial available at youtube channel. visit:  Click Here for youtube video tutorial knwledgestreams.blogspot.com Yagi-Uda antenna  is the most commonly used type of antenna for TV reception over the last few decades. It is the most popular and easy-to-use type of antenna with better performance, which is famous for its high gain and directivity. #knowledge #stream #blog Frequency range The frequency range in which the Yagi-Uda antennas operate is around  30 MHz to 3GHz  which belong to the  VHF  and  UHF  bands. Construction of Yagi-Uda Antenna A Yagi-Uda antenna was seen on top of almost every house during the past decades. The parasitic elements and the dipole together form this Yagi-Uda antenna. The figure shows a  Yagi-Uda antenna . It is seen that there are many directors placed to increase the directivity of the antenna. The feeder is th...
My Hobby Essay In Urdu   Farigh auqat ko kaam mein lanay ke liye insan ko koi na koi mashghala zaroor ikhtyar karna chahiye maslan baghbani, parhna likhna, ticket jama karna. sikay jama karna, tasweer banana, tasweerain jama karna wagera. Mera mashghala ticket jama karna hai. Main tarah tarah ke ticket jama karta raha hon aur free time yani farigh waqt mein mere album mein tarteeb se lagata rehta hon. Is tarah ke lamhat bohat achi tarah guzar jatay hain. Ticket jama karna yani collecting ticket mera pasandida mashghala hai. Is liye main ne kabhi koshish nahin ki ke jald az jald bohat sare ticket khareed loun aur album bhar loun. Khareed kar aik hi baar bohat se ticket hasil kar laina mashghalay ke adab ke khilaf hai. Is ka taqaza hai ke aik ticket ke husool ke liye mehnat ki jaye. Chunachay mein ticket khaton se utarta hon ya dusron se tickets ka tabadla karta hon. Is se jama karne mein waqt tou lagta hai magar maza bhi ata hai. Mere pas bari khubsurat album hai. Is par har mulk k...