Skip to main content

Eid Ul Azha

ASSALAM O ALAIKUM..

EID-UL-FITAR KAY DO MAAH DAS DIN BAAD AATI HAI...EID-UL-ADHA SE HUMARI TAREEKH KA AIK AISA WAQYA WABASTA HAI JO ATAAT KI AALA O ARFA MISAL PAISH KARTA HAI...YEH WAQYA SUNAY SE MUSLMAN KAY IMAN KI POKHTAGI KI TAJDEED HO JATI HAI...WAQYA KUCH YOOUN HAI KAY....

HAZRAT IBRAHIM ALHAIS SALAM ALLAH TALA KAY PAIGHMBAR THAY AUR UN KAY LAKHT-E-JIGAR KA NAAM HAZRAT ISMAIL ALHIS SALAM THA WO BHI PAIGHMBAR THAY MAGAR ABHI BACPAN MAIN HI THAY KAY HAZRAT IBRAHIM ALHIS SALAM NE KHOWAB DEKHA JIS MAIN UNHAIN KAHA GAYA KAY APNI SAB SE QIMTI CHEEZ KO ALLAH KI RAAH MAIN QURBAN KARO...CAMEL UN DINOO MAAL O DOULT MAIN SHOMAAR HOTAY THAY AUR BOHAT QEEMTI CHEEZ TASAWOOR KIYA JATAY THAY...LAHAZA AAP NE BOHAT SE CAMEL QURBAN KER DIYA...PHIR UNHOON NE YAHI KHOWAB DEKHA KAY APNI SAB SE QEEMTI CHEEZ KO QURBAN KARO...UNHOON NE PHIR BOHAT SA MAAL O DOLAT ALLAH KI RAAH MAIN QURBAN KER DIYA UN KO PHIR YAHI KHOWAB AYA PHIR QEEMTI CHEEZ KAY QURBAN HONAY KA KAHA...AAP SOCHNAY PER MAJBOOR HO GAY KAY MAIN NE APNA MAAL O MATA QURBAN KER DIYA LIKIN ABHI MAZEED QURBANI MATLOOB HAI...
SAB SE PYARI AUR QEMTI CHEEZ MERAY PASS MERA LAKHT-E-JIGAR ISMAIL KAY ILAWA KIA HO SAKTA HAI...IS KHOWAB KA ZIKAR AAP NE APNAY BETAY HAZRAT ISMAIL SE KIA TOU WO KAHNAY LAGAY KAY AB JAAN ALLAH KAY HOOKUM AUR AAP KI KHOHISH KAY LIAN MERE JAAN BHI HAZIR HAI...aap allah tala kay is hukum ki tameel main takhir na karain mujhay aap is imtihan main sabit qadam paien gay...

HAZRAT ISMAIL ALHIS SALAM KAY DIL MAIN SHATAAN NE BOHAT SE WASWASAY DALNAY KI KOSHISH BHI KI MAGAR UN KAY PAY ISTAQAMAT MAIN LAGHZISH NA PAIDA HOI...BALKAY UNHOON NE BAAP SE ARZ KIA KAY AB JAAN HUM DOONO ANKHOON PER PATI BAND LATAY HAIN TAKAY PAADRI SHAFQAT IS FAREEZA KI ADAIGI MAIN HAIL NA HO JAY...ALLAH TALA KO APNAY PAIGHMBAR KA IMTAHAN LINA MAQSOOD THA...HUKOOM DIA KAY CHORI PHRNAY SE PAHLAY ISMAIL KI JAGHA DUNBA POHNCH JAY...HAZRAT JIBRAIL NE ALLAH KAY HUKOOM KI TAMEEL KI AUR UN KI JAGHA DUNBA ZEBHA HO GAYA....

YEH WAQYA FARMABARDARI KA AISA MANZAR HAI JIS KI MISAAL TAREEKH MAIN NAHI MILTI HAI...YAHI WAJA HAI KAY IS AZEEM QURBANI KI YAAD TAZAH KARNAY K LIAN MUSLMANOO PER EID-UL-ADHA KAY MOQAE PER QURBANI DENA SUNAT-E-IBRAHIMI QARAR DIA GAYA HAI...ALLAH TALA KO HAZRAT IBRAHIM O ISMAIL ALAHIS SALAM KI YEH ADA IS QADAR PASAND AIE KAY IS AMAL KO HER SAAL DHURANAY KA HUKOOM SADEER FARMAYA...HER SAHB-E-SARAWAT MUSLMAN KA FARZ HAI KAY WO EID-UL-ADHA KAY MOQAY PER QURBANI DAY....

QURBANI MAIN ATAAT KHUDAWANDI KA SABAQ MILTA HAI AUR QURBANI KARNAY KAY BAAD JAB IS KA AIK TIHAI GOOSHT YATEEMOON , MISKENOO , GHAREBOON MAIN TAQSEEM KARTAY HAIN TOU IS MAIN KHARAAT KA PAHLOO BHI HAI...IS TARHAN AIK TIHAI HISA APNAY DOSTOON MAIN BHI TAQSEEM KIA JATA HAI...AUR BAQYA APNAY LIAN RAKHA JATA HAI...IS TARHAN ZAROORAT MANDOON AUR AZIZOON KAY HOQOOQ KA BHI AHSAS HOTA HAI TAKAY SAB EID KI KHUSHI MAIN SHAMIL HO JAIN...YOOUN HOQAQE ALLAH O AL EBAAD KI TAKMEEL HOTI HAI...

SHUKRIA...

Popular posts from this blog

Weekly challenge 3 data analyst google professional certificate

1 . Question 1 The manage stage of the data life cycle is when a business decides what kind of data it needs, how the data will be handled, and who will be responsible for it. 1 / 1  point True False Correct During planning, a business decides what kind of data it needs, how it will be managed throughout its life cycle, who will be responsible for it, and the optimal outcomes. 2 . Question 2 A data analyst is working at a small tech startup. They’ve just completed an analysis project, which involved private company information about a new product launch. In order to keep the information safe, the analyst uses secure data-erasure software for the digital files and a shredder for the paper files. Which stage of the data life cycle does this describe? 1 / 1  point Archive Plan Manage Destroy Correct This describes the destroy phase, during which data analysts use secure data-erasure software and shred paper files to protect private information. 3 . Question 3 In the analyze phase of the d

Prepare Data for Exploration: Weekly challenge 4

Prepare Data for Exploration: Weekly challenge 4 1 . Question 1 A data analytics team labels its files to indicate their content, creation date, and version number. The team is using what data organization tool? 1 / 1  point File-naming verifications File-naming references File-naming conventions File-naming attributes Correct 2 . Question 2 Your boss assigns you a new multi-phase project and you create a naming convention for all of your files. With this project lasting years and incorporating multiple analysts it’s crucial that you create data explaining how your naming conventions are structured. What is this data called? 0 / 1  point Descriptive data Named convention Metadata Labeled data Incorrect Please review the video on naming conventions . 3 . Question 3 A grocery store is collecting inventory data from their produce section. What is an appropriate naming convention for this file? 0 / 1  point Todays_Produce Produce_Inventory_2022-09-15_V01 Todays Produce 2022-15-09 Inventory

Prepare Data for Exploration : weekly challenge 1

Prepare Data for Exploration : weekly challenge 1 #coursera #exploration #weekly #challenge 1 #cybersecurity #coursera #quiz #solution #network Are you prepared to increase your data exploration abilities? The goal of Coursera's Week 1 challenge, "Prepare Data for Exploration," is to provide you the skills and resources you need to turn unprocessed data into insightful information. With the knowledge you'll gain from this course, you can ensure that your data is organised, clean, and ready for analysis. Data preparation is one of the most important processes in any data analysis effort. Inaccurate results and flawed conclusions might emerge from poorly prepared data. You may prepare your data for exploration with Coursera's Weekly Challenge 1. You'll discover industry best practises and insider advice. #answers #questions #flashcard 1 . Question 1 What is the most likely reason that a data analyst would use historical data instead of gathering new data? 1 / 1